Skin Care Tips: Jild hamaray jisam ka ek zaroori hisa hai jis ki hafazat or tandrusti bohat zaroori hai kuch logon ki jild bohat mutasir hoti hai sard or khushk mousam main jild paar honay wahla asar martab hota hai or insani jild khushk or kharab hojatey hai in tamam jildi problems ka haal yeh hai jin ki madad se ap behtaar toor paar khushk jild se najaat hasil kar saktay hain. jild ki khushki roughness door karnay ke liyaw hameshan khudrati cheezon ka istemal mafeed sabit hota hai is liyaw zayada se zayada khudrati diet har jild ki khushki ko door kiya jaye khushk jild mard urtain ko mumkin haad taak gharmi se door karna chahiyaw suraj se door rahna chahiyaw kyun ke suraj ke asaar se jild khushk or sakht ho jatey hai or kabhi kabhi is ka colour b kharab hojata hai zada gharmi hamari jild ko mutasir karti hai sardiyoon main pehla asar jild ko hota hai or jild mutasir honay se jild khushk ho jatey hai is liyaw jetna mumkin hosakay sard or khushk mousam main jild ko save kiya jaye gharmiyon ke baad sardiyoon ka mousam zayada jild ko kharab karta hai kyun ke jild ka pasina nikalna band hojata hai or jild sakht ho jati hai or daag dabay nikal atay hain is liyae jild ko sahi rakhnay ke liye sardiyoon main exercise ki jaye.
Sehat ka khayal rakha jaye khanay main taaza sabiyan or fruit ka istemal kiya jaye takay sehat sahi rahay vitamin khushk jild ke liyaw bohat ahmiyaat rakhtay hain in vitamins E or A ghair mamuli toor oaar khushk jild ki madad kartay hain khushk jild ki problem behtaar tareekek se haal ki ja saktey hai sardioon main gharam pani main kuch katray dhood ya do chamach khsuhk dhood mila kar nahanay se jisam ki jild naram or taza hojatey hai insani jild main chehray ki jild saab se zada nazuk hoti hai chehray ki khushki door karnay ke liyaw har kisam ke mixture lotion or oil istemal hotay hain lakin sardi main khushk jild ke liyaw adha chamach vitamin A ka tail main 3 5 katray lemon ke taas ke daal kar bana lain khushk jild ke liyaw yeh bohat mafeed sabit hoingay jild ki khushki door karnay ke liyaw adha moistures ka istemal na kiya jaye balke ek kisi b achay moistures se jild ko tandrust rakha ja sakta hai.
No comments:
Post a Comment