Thursday, 19 February 2015

Mosquito Information In Urdu Machar Tips Dengue Fever History Machar

Mosquito Information In Urdu: Aap ko ye jaan kar hairat ho gi ke dunya ke khatarnak tareen janwaron mein sar fehrist hai. Lekin history is baat ki gawah hai ke jitni insani amwat machar se hoi hain kisi aur khatarnak janwar se nahin hoi. Mosquito taqreeban tamam dunya ke mumalik mein paya jata hai. Lekin garam alaqon mein ye nisbatan zayada mutasir karta hai. Ye insani mein bohat si khatarnak bimariyon ka baes banta hai for example bukhar, dengue fever aur malaria wagera.

No comments:

Post a Comment