Friday, 20 February 2015

Strawberry Benefits In Urdu Strawberry Ke Faide Strawberry Recipes Ki Taseer

Hindi Strawberry Benefits In Urdu: Har koi strawberry ko pasand kartay hain bachay to pagal hain strawberry ke peechay phir woh chahay strawberry cake hon biscut hon candies hon ya phir kuch or har cheez main strawberry flavored bachon ko aram se pasand ajata hai strawberry tamam phaal main woh phaal hai jiska seed is ke chilklay main hota hai ye khush surkh rang ka hota hai jetna khubsurat hai etna khanay main b mazay ka hai iska zaika kuch khata lakin maza ka hota hai strawberry puri duniya main pasand ki jatey hai mousam ke hisab se iska duniya ke bohat se mulj main ki jati hai jin main france agaye hai strawberry ke be shumar fayede bhi hai.
Strawberry  main kaam se kaam 13 Rda dietary fibers majood hotay hain jo digestive system ke liyaw or blood pressure ke liyaw bohat mafeed hotay hain.

  1.  Strawberries chemical compound phalon ke tor par apkay jism main kaam karti hai ye antiocidand apke jisam main  uric acid ki makdar ko zada bannay nahi dehta jis se ap bhook mahsoos kartay hain is liyaw aisay log jinhay bhook na lagti ho woh strawberry ka ismital karain. 
  2. Strawberries main majood anti inflammatory apko hadiyoon ki behmari se door rakhtay hain jaisay osteoarthritis atherosclerosis wagara wagara. 
  3. 3 se 4 strawberries ek din  main khanay se ankhoon ki behmari door hojatey hai.

Strawberry march or april main asani se bazaar main mil jatey hain straberries shake bohat mazay ka hota hai strawberries ice cream b bohat mazay ki hotey hai or yeh 3 number paar hai
ankhoon ka dard sar dard aisay saab shaks jinko aisi shakayaat ho woh straberries ka istimal zaroor karain.

No comments:

Post a Comment